Skip to main content

Translate

Iss Baarish Mein (Lyrics) - Yasser Desai & Neeti Mohan

About Iss Baarish Mein Song

Iss Baarish Mein lyrics by Yasser Desai & Neeti Mohan is latest Hindi Love Song 2022 starring the most lovable couple on Tv "Jasmin Bhasin & Shaheer Sheikh". Iss Baarish Mein Song lyrics in hindi is written by Sharad Tripathi and music is given by George Joseph.


Iss Baarish Mein lyrics:-

Sawan Ki Ik Bhooli Bisri Kahani

Wo Pal Wo Lamhe Aur Aankho Ka Paani

Badal Ke Shoro Mein Baarish Ki Aahat

Bheege Labo Ki Wo Kanpkanpahat


Un Lamho Ko Fir Jeene Ki Fariyaad Kar Raha Hoon

Iss Baarish Mein Main Bas Tumko Yaad Kar Raha Hoon


Mann Ko Bhigoti Alhad Ye Boondein

Ehsaas Mein Tere Aankho Ko Moondein

Main Bheegta Hu Chhupaanee Ko Aansu

Dikh Jaayein Na Ye Zamaane Ke Aansu


Teri Baato Se Apne Dil Ko Aabaad Kar Raha Hoon

Iss Baarish Mein Main Bas Tumko Yaad Kar Raha Hoon


Khushbu Liye Aayi Geeli Hawayein..

Kaano Mein Kisse Tere Gungunayein

Mera Haath Thaame Mujhe Takte Rahna

Meri Fikra Mein Raat Bhar Jagte Rahna

Dekho Zara Ye  Ithlaate Baadal

Kuchh Iss Kadar The Hum Dono Pagal

Mujhe Dil Ki Baatein Batana Hai Tumko

Baarish Mein Kass Ke Bhigaana Hai Tumko


Un Lamho Ko Fir Jeene Ki Fariyaad Kar Rahi Hoon

Iss Baarish Mein Main Bas Tumko Yaad Kar Rahi Hoon


Iss Baarish Mein Main Bas Tumko Yaad Kar Raha Hoon


Iss Baarish Mein (Lyrics) - Yasser Desai & Neeti Mohan



Song: Iss Baarish Mein
Artist: Yasser Desai & Neeti Mohan
Lyrics: Sharad Tripathi
Music: George Joseph
Language: Hindi


The Official Music Video of Iss Baarish Mein song is directed by Aditya Vinay Datt and is available on Saregama Music's Official Youtube Channel.

Leave a comment if you like Iss Baarish Mein Full Song.

Comments

Popular posts from this blog

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics |

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Presenting Top 10 Emraan Hashmi Evergreen songs with lyrics . Best of Emraan Hashmi Romantic Songs  (Awarapan, Jannat, Murder 2, Tum Mile, etc)   with Hindi lyrics are now available Hindi Romantic songs of 2000-2010 of Emraan Hashmi and Hindi Old Classic Songs are the best of all time.  Emraan Hashmi Old songs are Listed below. 1. Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena 2. Tu Hi Haqeeqat (Lyrics) - Javed Ali, Irshan Ashraf & Shadab 3. Dil Ibaadat (Lyrics) - KK | Tum Mile 4. Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat 5. Judai (Lyrics) - Kamran Ahmed 6. Haan Tu Hain (Lyrics) - KK | Jannat 7. Phir Mohabbat (Lyrics) -  Mohammad Irfan, Arijit Singh, Saim 8. Teri Yaadon Mein (Lyrics) - KK & Shreya Ghosal 9. Maahi (Lyrics) - Toshi Shabri 10. Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid

Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid

Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid " Tera Mera Rishta " song from the movie Awarapan is sung by Mustafa Zahid . lyrics of Tera Mera Rishta is written by Sayeed Quadri is music is by Pritam . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Song:  Tera Mera Rishta  Movie:  Awarapan Singer: Mustafa Zahid Music: Pritam (Composed by Mustafa Zahid) Lyrics: Sayeed Quadri Tera Mera Rishta Song Lyrics:- Tera yakin kyon Maine kiya nahi Tujhse raha kyon juda Mujhpe yeh zindagi Karti rahi sitam Tune hi di hai panah Tera Mera Rishta Purana  Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Hai kya tadap Hai yeh kaisi saza Tu kyun mujhe aaj yaad aagaya Bechain din mere Bechain raat hai Kya mein karu kuch bata Hai mere paau hi Khud meri bediyaan Usse tu mujhe chooda Tera Mera Rishta Purana  Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Kya mujh mein hai Sakas woh keh raha Raat mein tu...

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat " Zara Sa " Song from the movie Jannat is sung by KK . lyrics of Zara Sa song is written by Sayeed Quadri and music is given by Pritam . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Zara Sa (Lyrics) - KK Song Name - Zara Sa Movie - Jannat Singer - KK Composer - Pritam Lyricists - Sayeed Quadri Zara Sa Song Lyrics:- Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Tere Mein Tere Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan ...