Ek Baat Hai (Lyrics) - Payal Dev ft. Vishal Pandey
Ek Baat Hai lyrics is Latest Hindi Songs 2020 sung by Payal Dev featuring Vishal Pandey & Kate Sharma. Ek Baat Hai lyrics in Hindi is written by Kunaal Vermaa and music is given by Jeet Gannguli. The Official Music Video of Ek Baat Hai lyrics by Payal Dev ft. Vishal Pandey & Kate Sharma is labelled by Zee Music Company.
Ek Baat Hai lyrics in Hindi Font by Payal Dev is now available
Song: Ek Baat Hai
Artist: Payal Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Jeet Gannguli
Ek Baat Hai lyrics in Hindi:-
एक बात है दिल में मेरे
जुबान पे क्यों अति नहीं
चेहरा तेरा खो जाये पर
यादें तेरी जाती नहीं
हमने तुझे सब कह दिया
ना कह सके कहना जो था
आंखें मेरी पढ़ ले कभी
पलकों तले सब है लिखा
तू जान ले तू जान ले
जो बात है दिल में मेरे
जुबान पे क्यों आती नहीं
सोचा ना कभी तेरे बाद में
मेरा क्या हुआ
खैर जाने दे मुझे ये बता
तू तोह खुश है ना
तू मेरा ना सही
मैं तेरी हूँ आज भी
तेरा सफर चलता रहे
मेरा सफर रुका सही
जो बात है दिल में मेरे
जुबान पे क्यों अति नहीं
चेहरा तेरा खो जाये पर
यादें तेरी जाती नहीं
ऐसी नहीं कोई जगह
जिसमे नहीं रहता हो तू
एक साँस भी ऐसी ना लू
जिसमे नहीं मेरा हो तू
तू जान ले तू जाान ले
Ek Baat Hai lyrics in English:-
Ek Baat Hai Dil Mein Mere
Jubaan Pe Jo Aati Nahi
Chehra Tera Kho Jaye Par
Yaadein Teri Jati Nahi
Humne Tujhe Sab Keh Diya
Na Keh Sake Kehna Jo Tha
Ankhein Meri Padh Le Kabhi
Palkon Tale Sab Hai Likha
Tu Jaan Le, Tu Jaan Le
Jo Baat Hai Dil Me Mere
Jubaan Pe Kyun Aati Nahi
Socha Na Kabhi Tere Baad Mein
Mera Kya Hua
Khair Jaane De Mujhe Ye Bata
Tu Toh Khush Hai Na
Tu Mera Na Sahi
Main Teri Hoon Aaj Bhi
Tera Safar Chalta Rahe
Mera Safar Ruka Sahi
Jo Baat Hai Dil Mein Mere
Jubaan Pe Kyun Ati Nahi
Chehra Tera Kho Jaye Par
Yaadein Teri Jati Nahi
Aisi Nahi Koyi Jagah
Jisme Nahi Rehta Ho Tu
Ek Sans Bhi Aisi Na Lu
Jisme Nahi Mera Ho Tu
Tu Jaan Le, Tu Jaan Le
Leave a comment if you like Ek Baat Hai Lyrics by Payal Dev ft. Vishal Pandey & Kate Sharma 💗

Comments
Post a Comment
Please do not add any spam link in the comment box.