Skip to main content

Translate

Emiway Bantai - Thanks To God (Lyrics)

 Emiway Bantai - Thanks To God (Lyrics)


"Thanks To God" lyrics Emiway Bantai is Latest Hindi Rap Songs is sung by Emiway Bantai. Hindi lyrics of Thanks To God Song is written by Emiway Bantai and music in Thanks To God song lyrics is given by Pendo46. The Official Music Video Of Thanks To God song lyrics by Emiway Bantai is labelled by Emiway Bantai


Emiway Bantai - Thanks To God (Lyrics)



Song: Thanks To God

Artist: Emiway Bantai

Lyrics: Emiway Bantai

Music: Pendo46


Thanks To God Song Lyrics:-

Ab Main Accha Kar Raha Tha

Abba Ka Kam Ho Raha Tha Thapp

Par Woh Nahi Har Manenge

Woh Badalke Rhenge Qismat

Filhaal Jo Waqt Tha

Woh Kaagi Saqt Tha

Paisa Usane Se Pehle

De Raha Hu Sadqaa

Mujhe Rehna Hai Strong

Dhyan Rakhna Hai Sabka

Pata Bhi Nahi Chala

Achanak Se Kaise Tapka

Pareshani Chhod Gaya Nishani Yeah

Aaj Gana Nahi Sunane Aaya Hu Kahani Main


Subha Ka Waqt Tha

Abba Ke Sar Mein Dard Tha

Raat Ko Sone Se Pehle

Unke Dil Mein Dar Tha

Mummy Ka Call Aaya

Subhe Boli Woh Jaldi Se Ghar Aa

Main Bhag Ke Jake Dekha

Abba Ka Halat Bigadta Ja Raha Tha

Andhar Ka Dard

Aaj Chehre Pe Dikha Raha Tha

Kahan Par Leke Jaau

Kuch Nahi Smjh Aa Rha Tha

Aise Taise Karke Le Gaya Unko Aspatal

Ek Nahi Do Nahi Teen Nahi Char

Dekha Nai Tha Unka Aisa Haal

Leke Gaya Unhe Ambulance Mein Baithke

Pehchan Nahi Rhe The Abba Mujhe Dekh ke

Main Dekhta Hi Rehgaya

Kafi Din Se Roya Nai Tha

Lekin Us Din Beh Gaya

Malik Pe Tab Bhi Bharosa Tha

Main Unse Keh Gaya

Mann Hi Mann Mein Mere Abba Ko Lauta Do

Unke Sapne Ko Pura Karne Ko

Phir Se Ek Mauka Do

Theekh Kaise Karun Main Unhe

Rasta Koi Bata Do Abba Ko Bacha Lo


Aisa Lagra Tha

Abba Yaad Dash Kho Diye

ICU Mein Dekheke Unhe Ammi Bhi Ro Diye

Par Har Nahi Mane Hum

Pata Tha Woh Lautenge

Bure Khayalat Are The

Lekin Hum Rokenge

Chokenge Jab Dekhenge

Bhagwan Ka Karishma

Main Tutt Raha Tha

Mujhe Lagne Laga Sadma

Par Anu Ballu Bhai Sumit Minta

Shabana Didi Sab Sath The

Family Walo Ne Diya Saath

Bole Khuda Sath Hai


Sath Hai Khuda Mere Sath Hai

Zindagi Hai Hi Aisi Cheez Din

Kabhi Raat Hai


Sath Hai Khuda Mere Sath Hai

Zindagi Hai Hi Aisi Cheez Din

Kabhi Raat Hai


Sath Hai Khuda Mere Sath Hai

Zindagi Hai Hi Aisi Cheez Din

Kabhi Raat Hai


Sath Hai Sath Hai Khuda Sabke

Sath Hai Zindagi Hai Aisi Cheez

Din Kabhi Raat Hai Kya


Alhumdulillah!


All Praises To Allah

Almighty God Is Great

He Is The Greatest


Sabke Beech Rehke Bhi

Akelapan Sa Mehsoos Tha

Stress Badnelaga Tha

Main Thoda Sa Confuse Tha

Par Khoya Nahi Meine Khud Ko

Saitan Soch Mein Dalne Ki

Koshish Mei Hai Ruko

Jaao Jhuko Aur Matha Teko

Khuda Ke Saamne Madad Karenge Teri

Woh Khud Aake Samne, Aameen!

Par Jo Hua Hai Uss Se

Maine Kafi Kuch Seekha Hai

Khush Rehna Seekh Le

Khudse Kyu Rootha Hai Andhar Se Toota

Uthna Majboot Hoga Zindagi Mein

Aisa Kabhi Nai Bolna Ke

Zindagi Hai Meri Gandagi Mein

Jo Bhi Hota Hai Sab Ke Peeche

Kuch Na Kuch Wajah

Dukhi Tha Mei 3 Din

Lekin Aj Firse Maza

Aane Laga Hai

Abba Pure Theekh Ho Gaye

Teri Raza Hai

Takleefon Se Ladke Aur Aage

Chala Gaya Main

Kal Toota Tha Lekin

Aaj Bilkul Naya Main

Main Laut Aya Hu Tere Pass

Kahan Tha Chala Gaya Main


Ha Ha Ha…


Main Janta Hu Public Ko Sad Nahi

Karne Ke Liye Banaya Main

Ye Gaana Isliye Banaya

Because Main Chahta Hu Ki Sab Samjhe

Chahe Kitni Bhi Takhleef Aa Jaye

Pareshani Aa Jaye Yaad Rakho

Dimaag Mein Baat Rakho

Ki Khuda Aapke Saath Hai

Har Waqt Shukriya Ada Karo


Har Wakt

Woh Haath Nahi Chhodega

Kabhi Tera Saath Chhodega

Pyaar Baanton, Khush Rakho

Thanks To God


Life Is Good

Peace Out!

Comments

Popular posts from this blog

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics |

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Presenting Top 10 Emraan Hashmi Evergreen songs with lyrics . Best of Emraan Hashmi Romantic Songs  (Awarapan, Jannat, Murder 2, Tum Mile, etc)   with Hindi lyrics are now available Hindi Romantic songs of 2000-2010 of Emraan Hashmi and Hindi Old Classic Songs are the best of all time.  Emraan Hashmi Old songs are Listed below. 1. Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena 2. Tu Hi Haqeeqat (Lyrics) - Javed Ali, Irshan Ashraf & Shadab 3. Dil Ibaadat (Lyrics) - KK | Tum Mile 4. Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat 5. Judai (Lyrics) - Kamran Ahmed 6. Haan Tu Hain (Lyrics) - KK | Jannat 7. Phir Mohabbat (Lyrics) -  Mohammad Irfan, Arijit Singh, Saim 8. Teri Yaadon Mein (Lyrics) - KK & Shreya Ghosal 9. Maahi (Lyrics) - Toshi Shabri 10. Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat " Zara Sa " Song from the movie Jannat is sung by KK . lyrics of Zara Sa song is written by Sayeed Quadri and music is given by Pritam . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Zara Sa (Lyrics) - KK Song Name - Zara Sa Movie - Jannat Singer - KK Composer - Pritam Lyricists - Sayeed Quadri Zara Sa Song Lyrics:- Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Tere Mein Tere Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan ...

Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena |

Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena " Hale Dil Tujhko Sunata " song from the movie Murder 2 is sung by Harshit Saxena . lyrics of Hale Dil Song is written by Sayeed Quadri and music is by Harshit Saxena . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena Song: Hale Dil  Singer: Harshit Saxena Music Director: Harshit Saxena Lyrics: Sayeed Quadri Music Label: T-Series Hale Dil Tujhko Sunata Song Lyrics:- Hey kaash, kaash yun hota Har shaam saath tu hota Chup-chap dil na yun rota Har shaam saath tu hota Guzara ho tere bin guzara ab muskil hai lagta Nazara ho tera hi nazara ab har din hai lagta Hale dil tujhko sunata Dil agar yeh bol pata Bakhuda tujhko hai jata jaan Tere sang jo pal bitaata Waqt se main woh maang laata Yaad karke muskuraata haan Woo oo .. Tu meri raah ka sitara Tere bina hoon main awara Jab bhi tanhai ne sataya Tujhko besaakhta pukara Chaahat hai...