Pasand Aaya (Lyrics) - Pratibha Sharma
Zee Music Company presents "Pasand Aaya" Latest Hindi Songs 2020 is sung by Pratibha Sharma featuring Pratibha Sharma, Sabhyata Giri & Bhushan Patiyal. lyrics of Pasand Aaya song is written by Bipin Das and music is given by Bipin Das
Song - Pasand Aaya
Singer - Pratibha Sharma
Music - Bipin Das
Lyrics - Bipin Das
Pasand Aaya Song Lyrics:-
Ishq Mein Tere Aese
Fisla Jo Dil Hai Mera
Sambhle Na Sambhle Piya
Aesi Peheli Banke
Ulja Jo Ishq Tera
Suljhe Na Suljhe Re Piya
Phir Bhi Dil Tere Ishq Mein
Itna Pagal Ki Mujse
Har Dam Ye Kehta Re Piya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Main Tu Apni Sud Budh Khoke
Bekhayali Thodi Hoke
Tere Khwab Mein Rehti Re Piya
Manchali Malang Si Hoke
Jaise Ki Hawa Ke Jhoke
Teri Aur Main Behti Re Piya
Ab Duniya Se Kya Lena
Tujhme Hi Mujhko Rehna
Itna Hi Kehna Re Piya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Pal Do Pal Mujhko Na Gawara
Teri Bin Mujhko Na Gawara
Saaso Ka Tujse Hi Rabbata
Teri Chahat Mein Ha Reh Lu
Khudko Teri Deewani Keh Lu
Deke Mujhko Etna Vaasta
Ab Tu Chahe Kuch Bhi Ho
Rabb Ki Marji Ho Na Ho
Tera Tu Hona Re Piya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya
Pasand Aaya Pasand Aaya
Tere Ishq Ka Andaaz Pasand Aaya

Comments
Post a Comment
Please do not add any spam link in the comment box.