Skip to main content

Translate

Main Wahi Hoon Lyrics - RAFTAAR feat. KARMA | Mr. Nair Album

Main Wahi Hoon Lyrics - RAFTAAR feat. KARMA | Mr. Nair Album


"Main Wahi Hoon" Latest Hindi Rap song 2020 is sung by Raftaar from the Raftaar New album Mr Nair Song list with Lyrics. Main Wahi Hoon song is composed and penned by Raftaar itself.


Main Wahi Hoon Lyrics - RAFTAAR feat. KARMA
Main Wahi Hoon Lyrics - RAFTAAR feat. KARMA


Song - Main Wahi Hoon (The School Song)
Composer - Raftaar
Singers - Raftaar & Karma
Lyricist - Raftaar & Karma
Mixed And Mastered By - Abhishek Ghatak
Video Director - Himanshu Tyagi


Main Wahi Hoon Song Lyrics:- 


Alexa Play Main Wahi Hoon
Sure Playing Main Wahi Hoon
By Raftaar On Amazon Music

Are Alpha Beta Gama Theta
Tere Bhai Ne Sabko Pita
Apke Liye Aye Hain Specially
Karma ! Aur Raftaar
Yeh Gaana Unke Liye Hai
Jo Mere Saath School Mein The
Aur Unke Liye Hain
Jo Abhi Bhi School Mein Hain
Bhai Jab Tak School Mein Hona Maze Lelo
Aur Jab Mein School Mein The Na

Jab Me School Me Tha
Milta Char Ka Samosa Tha
Saat Ki Thi Pepsi
Dus Ka Bin Masala Dosa Tha
Har Mahine Akhiri
Shani Ko Milte 10 Rupay Aur Usme
Mene Yaaro Ko Jo Bhi Mila Parosa Tha

Main Khulle Dil Ka Tab Bhi Tha
Khulle Dil Ka Ab Bhi Hu
Jo Dusri Mein Saath The
Main Ab Bhi Un Ka Dhabbi Hu (Jigri Jigri)

Ab Bhi Khappi Hu
Ab Bhi Hoon Me Sherr Dil
Mic Pe Hoon Moosewala
Waise Rabbi Sherr Gill

Calm Hoke Apne Kaam Pe
Main Dhyan Du
Na Faltu Ka Gyaan Du
Na Faltu Bayaan Du
Jhoot Boldu Ho Kabh To Jaan Du
Karta Na Main Bitch Na Beech
Doosro Ke Taang Du

Yani Chugliyo Ko Beech Wali
Ungli Utthi
Bachoon Ke Liye Hai Rap Mera
Mughli Ghutti
Ho Gayi Hai Chutti Balla Mene Rakhliyaa
Ata Hoon Karma Saala Ball Leke Bhag Liya

Main Wahi Hoon
Pichhe Waali Seat Wala
Papero Mein Cheat Wala
Khota Sikka Dheeth Saala
Main Wahi Hoon
Matha Mera Heat Wala
Choti Baate Peet Dala
Swag Pura Street Wala
Main Wahi Hoon

Pichhe Waali Seat Wala
Papero Mein Cheat Wala
Khota Sikka Dheeth Saala
Main Wahi Hoon
Matha Mera Heat Wala
Choti Baate Peet Dala
Swag Jab Main School Mein
Main Wahi Hoon

Jab Main School Mein Tha
Tab Samosa Pahuncha 6 Par
Main Coffee Wali Chai
Peeta Tha Mocha Kehkar
Ab Mauke Pe Main Mocha Leke
Usko Bhi Pilata Hu
Main Tab Baawla Tha Mujhko
Tab Nahi Tha Banna Rapper

Yaar Main Tab Chota Tha Na !
Tab Main Pehle Crush Ke Sath Main
Zara Tha Barsaati Mein
Vo Thi Apni Chaate Mein
Kyoki Baarish Bhot Thi
Toffee Di Haath Mein
Kehri Ye Ni Khaati Main
Nakhre Thi Dikhati
Par Mujhme Khaarish Bahot Thi

Khawshiye Bahut Thi
Aur Khujli Thi Yeh Chothi Mein
Jaise Ghar Ko Lauti
Boli Mumma Ko Bolungi
Bacha Main Naughty
Aur Tabhi Fatti Bhot Thi
Fir Usse Baatein Rok Di
And Now She Follows Me !

Ab Uski Job Ki Saheliyo
Ka Main Chaheta
Mangti Hain Number Fb Pe
Main Ni Deta !
Man To Bhot Kahaniya Sunadu
Par Main Ball Leke Aa Gaya Na
Bhai Bat Hi Dega

Main Wahi Hoon
Pichhe Waali Seat Wala
Papero Mein Cheat Wala
Khota Sikka Dheeth Saala
Main Wahi Hoon
Matha Mera Heat Wala
Choti Baate Peet Dala
Swag Pura Street Wala
Main Wahi Hoon

Pichhe Waali Seat Wala
Papero Mein Cheat Wala
Khota Sikka Dheeth Saala
Main Wahi Hoon
Matha Mera Heat Wala
Choti Baate Peet Dala
Swag Jab Main School Mein
Main Wahi Hu

Main Wahi Hoon
Tha Jab Main Mein
Main Wahi Hu
Tha Jab Main Mein
Jab Scool Mein Tha
Main Wahi Hoon

Karma, Raftaar !

Subah Ko Uthke School Jata
Bus Main Gaane Gaate Gaate
Uni Me The Jam Karne
Saare Mere Paas Ate
Lagi Jo Naukri To Leli
Maine Car Bola Yaaro Ko
Ki Saare Kaam Kaaz Pe Hai Saath Jaate
Chalaya Radio To Chalta Gaana Aadha
Gaana Chalte Beech Se
Chen Chen Paen Paen Jaada
Rj Se Hargaye, Ad Hamko Maargaye
Yaar Meri Bore Hoke Car Me Se Bahar Gaye
Tabhi Tabhi Kara Nayaa Sa Scene Onn
Prime Music Ad Free Apna Amazon
Laute Mere Yaar Bhole Milke Ek Saath Bole
Alexa Please Play Raftaars Latest Song

Comments

Popular posts from this blog

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics |

Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Presenting Top 10 Emraan Hashmi Evergreen songs with lyrics . Best of Emraan Hashmi Romantic Songs  (Awarapan, Jannat, Murder 2, Tum Mile, etc)   with Hindi lyrics are now available Hindi Romantic songs of 2000-2010 of Emraan Hashmi and Hindi Old Classic Songs are the best of all time.  Emraan Hashmi Old songs are Listed below. 1. Hale Dil Tujhko Sunata (Lyrics) - Harshit Saxena 2. Tu Hi Haqeeqat (Lyrics) - Javed Ali, Irshan Ashraf & Shadab 3. Dil Ibaadat (Lyrics) - KK | Tum Mile 4. Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat 5. Judai (Lyrics) - Kamran Ahmed 6. Haan Tu Hain (Lyrics) - KK | Jannat 7. Phir Mohabbat (Lyrics) -  Mohammad Irfan, Arijit Singh, Saim 8. Teri Yaadon Mein (Lyrics) - KK & Shreya Ghosal 9. Maahi (Lyrics) - Toshi Shabri 10. Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid

Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid

Tera Mera Rishta (Lyrics) - Mustafa Zahid " Tera Mera Rishta " song from the movie Awarapan is sung by Mustafa Zahid . lyrics of Tera Mera Rishta is written by Sayeed Quadri is music is by Pritam . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Song:  Tera Mera Rishta  Movie:  Awarapan Singer: Mustafa Zahid Music: Pritam (Composed by Mustafa Zahid) Lyrics: Sayeed Quadri Tera Mera Rishta Song Lyrics:- Tera yakin kyon Maine kiya nahi Tujhse raha kyon juda Mujhpe yeh zindagi Karti rahi sitam Tune hi di hai panah Tera Mera Rishta Purana  Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Hai kya tadap Hai yeh kaisi saza Tu kyun mujhe aaj yaad aagaya Bechain din mere Bechain raat hai Kya mein karu kuch bata Hai mere paau hi Khud meri bediyaan Usse tu mujhe chooda Tera Mera Rishta Purana  Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Tera Mera Rishta Purana Kya mujh mein hai Sakas woh keh raha Raat mein tu...

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat

Zara Sa (Lyrics) - KK | Jannat " Zara Sa " Song from the movie Jannat is sung by KK . lyrics of Zara Sa song is written by Sayeed Quadri and music is given by Pritam . Check out Album Top 10 Emraan Hashmi Old Songs with Lyrics Zara Sa (Lyrics) - KK Song Name - Zara Sa Movie - Jannat Singer - KK Composer - Pritam Lyricists - Sayeed Quadri Zara Sa Song Lyrics:- Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Bepanah Fida Hoon Tujhpe Meri Jaan Bepanah Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo... Zara Si Dil Mein De Jagah Tu Zara Sa Apna Le Bana Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu Zara Sa Yaadhon Mein Basa Mein Tere Mein Tere Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan ...